Home » February 2012
toofani lahrain ho, ambar ke pahre hon by Dr.Kumar Vishwas


toofani lahrain ho, ambar ke pahre hon.
purwa ke daaman par dag bahut gahre hon.
saagar ke maanjhi mat man ko tu harna.
jeewan ke karam me jo khoya hai, paaya hai.
patjhad ka matlab hai phir basant aana hai!!!!

rajvansh ruthe to, rajmukut tute to.
sitapati-ram se rajmahal chhote to.
asha mat har, par saagar ke ek bar.
patthar me pran phunk, setu phir banana hain.
patjhad ka matlab hai phir basant aana hai !!!!

ghar bhar chahe chode suraj bhi muh mode.
vidur rahe maun chhine rajya swarnrath ghode.
maa ka bas pyar sar geeta ka sath rahen.
panchtatawa sau par hai bhari batlana hai !!!!


zeewan ka rajsuy yagy phir karana hain.
patjhad ka matlab hai phir basant aana hai  !!!!

har ek nadiyan ke hoto pe samandar ka tarana hai by Dr.Kumar Vishwas


har ek nadiyan ke hoto pe samandar ka tarana hai.
yahan farhad ke aage sada koi bahanaa hai.

wahi baaten purani thi, wahi kissa puranaa hai.
tumhare aur mere bich me phir se jamanaa hai.

kalam ko khone me khud ko dubota hun to hangamaa.
gireban apna aansu me bhingotaa hun to hangamaa.

nahi mujh par bhi jo khud ki khabar wo hai zamane par..
main hanstaa hun to hangama, mai rota hun to hangamaa….!!!!

Mai tera khawab ji loon par lachari hai by Dr.Kumar Vishwas


Mai tera khawab ji loon par lachari hai.
mera gurur meri khawahiso pe bhaari hai..

suraj ke surkh ujaalon se teri mang sazae…
mere samne to ye shyah raat sari hai..

ek do roz me har aankhein uub jaati hain.
mujhko manjeel nahi rasta samjhne lagte hain.

jinko hasil nahi wo jaan dete rahte hain..
jinko mil jaun wo sasta samjhne lagte hain..

ankhon ki chhat pe tahalte rahe kale saye.
koi pahlo me ujale bharne nahi aaya..

kitni diwaali gayi, kitne dashhare beete.
in munderon par koi deep na dharne aaya.

gaon gaon gata phirta hoon, khud me magar bin gaya hoon.
tumne bandh liya hota to khud me simat gaya hota main..

tumne chod diya hai to kitni door nikal aaya hoon main..
kat na payi kisi se chal meri, Log dene lage mishal meri.
mere zumlon se kam lete hain wo, Band hai jinse bolchal meri…!!!!

Baat unchi thi magar bat zara kam aanki by Dr.Kumar Vishwas

Baat unchi thi magar bat zara kam aanki.
usne zajbat ki aukat zara kam aanki..
wo farista kah kar mujhe zaleel karta raha..
mai insan hun, meri jaat zara kam aanki…!

ek do deen me wo ikraar kaha ayegaa.
har subah ek hi akhbar kaha ayegaa..
aaj bandha hai jo in baton me to bahal jayenge..
roz in bahon ka tyohar kaha ayegaa….!

zism ka akhari mehman bana baitha hooon.
ek ummid ka unvan bana baitha hooon..
wo kahan hai ye hawaon ko bhi malum hai magar…
ek bas mai hoon jo anjan bana baitha hooon…!

kitni duniya hai mujhe zindagi dene wali.
aur ek khawab hai tera ki jo mar jata hai..
khud ko tarteeb se jodun to kaha se jodun..
meri mitti me jo tu hai ki bikhar jata hai…..!

Use yakin tha khud pe ki bhool jayegaa.
hamein bhi dil pe bharosa tha, yaad rakhe hain…!!!

Zikar unki yado ki.........


·     Zikar unki yado ki koi kaise kare hamare samne.
·   Uski bato se bhi jayada yaha unka ehasa hai hamara.
·    Koi khud ko sabkuch bana le aur dusro ko bhul na jaye.
·   Khuda dekhta hai sab yaha wo nigeban hai hamara..

आओ तुम्हें प्यार करना सिखा दूं -निषेध कुमार कटियार "'हलीम"


आओ तुम्हें  प्यार करना सिखा दूँ,
अपने लबों को लबों पे सजा दूँ.

करो ग़म न कोई न बैठो परेशां,
मानोगी तुम गर तुम्हे फिर हंसा दूँ.

छुपाती हो दिल की उल्फत मुझी से,
कर दो बयां कहो मैं सुना दूँ.

कभी आ के बैठो पहलू  में मेरे,
दौलत मोहब्बत की तुम पर लुटा दूँ.

 
     Submitted by-निषेध कुमार कटियार "'हलीम"

आओ तुम्हें प्यार करना सिखा दूं -निषेध कुमार कटियार "'हलीम"


आओ तुम्हें  प्यार करना सिखा दूँ,
अपने लबों को लबों पे सजा दूँ.

करो ग़म न कोई न बैठो परेशां,
मानोगी तुम गर तुम्हे फिर हंसा दूँ.

छुपाती हो दिल की उल्फत मुझी से,
कर दो बयां कहो मैं सुना दूँ.

कभी आ के बैठो पहलू  में मेरे,
दौलत मोहब्बत की तुम पर लुटा दूँ.

 
     Submitted by-निषेध कुमार कटियार "'हलीम"

आओ तुम्हें प्यार करना सिखा दूं -निषेध कुमार कटियार "'हलीम"


आओ तुम्हें  प्यार करना सिखा दूँ,
अपने लबों को लबों पे सजा दूँ.

करो ग़म न कोई न बैठो परेशां,
मानोगी तुम गर तुम्हे फिर हंसा दूँ.

छुपाती हो दिल की उल्फत मुझी से,
कर दो बयां कहो मैं सुना दूँ.

कभी आ के बैठो पहलू  में मेरे,
दौलत मोहब्बत की तुम पर लुटा दूँ.

 
     Submitted by-निषेध कुमार कटियार "'हलीम"

आओ तुम्हें प्यार करना सिखा दूं -निषेध कुमार कटियार "'हलीम"

आओ तुम्हें  प्यार करना सिखा दूँ,
अपने लबों को लबों पे सजा दूँ.

करो ग़म न कोई न बैठो परेशां,
मानोगी तुम गर तुम्हे फिर हंसा दूँ.

छुपाती हो दिल की उल्फत मुझी से,
कर दो बयां कहो मैं सुना दूँ.

कभी आ के बैठो पहलू  में मेरे,
दौलत मोहब्बत की तुम पर लुटा दूँ.

 
     Submitted by-निषेध कुमार कटियार "'हलीम"

ab aur kya kisi se marasim burhaein hum by Ahmad Faraz

ab aur kya kisi se marasim burhaein hum
ye bhi bahot hai tujhe bhool jayein hum

sehra-e zindagi mein koi dusra na tha
sunte rahe hain aap hi apni sadayein hum

is zindagi mein itni fraghat kise naseeb
itna na yaad aa ke tujhe bhool jayein hum

tu itni dil zada to na thi ai shub-e firaq
aa tere raaste mein sitare lutayein hum

woh log ab kahan hain jo kehte the kal faraz
heh  khuda na karda tujhe bhi rulayein hum…

ab aur kya kisi se marasim burhaein hum by Ahmad Faraz

ab aur kya kisi se marasim burhaein hum
ye bhi bahot hai tujhe bhool jayein hum

sehra-e zindagi mein koi dusra na tha
sunte rahe hain aap hi apni sadayein hum

is zindagi mein itni fraghat kise naseeb
itna na yaad aa ke tujhe bhool jayein hum

tu itni dil zada to na thi ai shub-e firaq
aa tere raaste mein sitare lutayein hum

woh log ab kahan hain jo kehte the kal faraz
heh  khuda na karda tujhe bhi rulayeinhum…

ab aur kya kisi se marasim burhaein hum by Ahmad Faraz

ab aur kya kisi se marasim burhaein hum
ye bhi bahot hai tujhe bhool jayein hum

sehra-e zindagi mein koi dusra na tha
sunte rahe hain aap hi apni sadayein hum

is zindagi mein itni fraghat kise naseeb
itna na yaad aa ke tujhe bhool jayein hum

tu itni dil zada to na thi ai shub-e firaq
aa tere raaste mein sitare lutayein hum

woh log ab kahan hain jo kehte the kal faraz
heh  khuda na karda tujhe bhi rulayeinhum…