Home » umar shaikh
Andhiyo ki garaj se basti bhi toot jati hai by Umar Sheikh

Andhiyo ki garaj se basti bhi toot jati hai,
samander ki laher me kashti bhi doob jati hai,

mohabbat bhi hai andhi aur samander ki tarah.
jo chahe to duba de warna andhiyo me kashti par lagati hai.

Haar Mohbbat ki by Umar Sheikh

mujhe laga ki mohabbat me ab har ho jaegi
Parwano ki taraha jindagi dushwar ho jaegi

Tadap tadap ke jeena hoga har lamha har ek pal
Ye khudai bhi khudi ko bekar ho jaegi.

Gaye har dar pe, kya mandir kya masjid kya madina
rahe roja bas dhoop me kai din kai mahina.

khafa thi dino se aur unhe khabar hi nahi thi
lipat ke chadar me safed aaj wo ja bhi rahi thi 