Home » Aziz Lucknowi
Ye mashwaree vaham uthe hai char arjoo karte by Aziz Lucknowi

Ye mashwaree vaham uthe hai char arjoo karte..
ab iss mariz ko achha tha kiblaroo karte..

kafan ko bandhe hue sar se aye hai warna…
hum aur ap se iss tarah guftagu karte…

jawab hazarat e naseh ko hum bhi kuchh deten..
jo guftagu ke tariqe se guftagu karte…

pahunch ke hashar ke maidain men haul kyo hai 'Aziz'..
abhi to pahali hi manzil hai justaju karte…!!