Home » Ahmad Faraz
Har baat niraali thi by Abdul kalam azad

हर बात निराली थी,
मोहब्बत के साथ हर रात निराली थी। .!!
तन्हा थे जीवन में ,
खुशियों की हर ताक निराली थी..!!

            Submitted by
                      "Abdul kalam Azad "

Zakhm ko ful to sar sarr ko saba kahte hain by Ahmad Faraz

Zakhm ko ful to sar sarr ko saba kahte hain..
jane kya daur hai kya log hai kya kahte hain..

kya kayamat hai ki jiin ke liye rukk rukk ke chale…
ab wahi log hamen abalapa kahten hai…

koi batlao ke ikk umar ka bichhara mahaboob..
ittefaqqan kahi mill jaye to kya kahte hai…

ye bhi andaz-e-sukham hai ke zafa ko teri..
gamza-o-isva andaz-o-ada kahte hain…

jab talak door hai tu teri parastish kar len..
ham jiise chhu na sake us ko khuda kahte hain….

kya taijjub hai ke ham ahal-e-tamanna ko ‘faraz’….
wo jo maharum-e-tamanna hain buraa kahte hain…..!!!!

Zulf raton see hai rangat hai ujalon jaisi by Ahmad Faraz

Zulf raton see hai rangat hai ujalon jaisi…
par  tabiyat hai vahi bhulne walo jaisii…

dhundta firta hoon yun logon me shabahat uskii..
ki wo khawabon me v lagti hai khyalon jaisii…

uski bate v dil-e-awaz hai surat ki tarha..
meri sochen bhi preshan mere balon jaisi…

uski  ankho ko kabhie gaor se dekha hai “FARAZ”..
sone walon ki tarha jaagne walo jaisi….!!!!

Ankh se dur na ho diil se utar jayega by Ahmad Faraz

ankh se dur na ho diil se utar jayega..
waqt ka kya hai guzrta hai guzar jayegaa…

itnaa manus na ho khalwat-e-gam se apnii..
tu kabhie khud ko bhii dekhega to dar jayegaa..

tum sare-rah-e-wafa dekhte rah jaoge..
aur wo bam-e-rafaqat se utar jayegaa…

dubte dubte kashti ko uchhala de doon..
me nahi koi tu sahil pe utar jayegaa…..

zabt lazim hai magar dukh hai qyamat ka “faraz”..
zaleem ab ke bhi na royega tu mar jayega…!!!