Home » Sahir Ludhianvi
tum apna ranj o Ghum apni pareshani mujhe de do by Sahir Ludhianvi

tum apna ranj-o-Ghum apni pareshani mujhe de do
tumhe Ghum ki kasam is dil ki viraani mujhe de do

ye maana main kisi qabeel nahin hun in nigaahon mein
bura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhe de do

main dekhun to sahi duniya tumhein kaise sataati hai
koi din ke liye apni nigah’baani mujhe de do

vo dil jo maine maanga tha magar Ghairon ne paaya
badi kaif hai agar uski pashemaani mujhe de do…

tum apna ranj o Ghum apni pareshani mujhe de do by Sahir Ludhianvi

tum apna ranj-o-Ghum apni pareshani mujhe dedo
tumhe Ghum ki kasam is dil ki viraani mujhe de do

ye maana main kisi qabeel nahin hun innigaahon mein
bura kya hai agar ye dukh ye hairaani mujhe de do

main dekhun to sahi duniya tumhein kaisesataati hai
koi din ke liye apni nigah’baani mujhe de do

vo dil jo maine maanga tha magar Ghairon nepaaya

tu hindu banega na muslman banega by Sahir Ludhianvi

tu hindu banega na muslman banega
insaan ki aulaad hai insaan banega

qudrat ne to banai thi ek hi duniya
hamne use hindu aur muslman banaya

tuu sabke liye aman ka paigham banega
insaan ki aulaad hai, insaan banega

ye deen ye imaan dharam bechne vaale
dhan-daulat  ke bhukhe vatan bechne wale

tu inke liye maut ka ailaan banega
insaan ki aulaad hai insaan banega…